Tuesday 9 April 2013

Chalta to bikhar jata

Saamne Manzil Thi Aur Peeche Uss Ki Aawaaz Rukta Toh Safar Jaata, Chalta To Bichhar Jaata, Mekhana Bhi Ussi Ka Tha, MehkaarBhi Ussi Ka Tha, Agar Peeta To Imaan Jata, Na Peeta To Sanam Jaata, Saza Aisi Mili Mujh Ko, Zakham Aise Lage Dil Par, Chhupata To Jigar Jaata, Sunata To Bikhar Jaata, Mere Gham Ki Dawa Na Thi SiwayeYaar Ke Koochay Ke Main Jaun To Kidhar Jaun, Main Jata To Kidhar Jata...

No comments: