Wednesday 10 April 2013

Wohi log badal jaty hain

Mil bhi jaate hain to katra ke nikaljaate hain, Haaye mausam ki tarah log badal jaate hain ... ! Hum abhi tak hain giraftar-e-moha ­bbat yaron, Thokrain kha ke suna tha ki sambhal jaate hain... !! Wo kabhi apni jafa par na huwe sharminda, Hum samajhte rahe patthar bhi pighal jate hain ... !!! Umar bhar jinki wafaon pe bharosa kariye, Waqt padne pe wohi log badal jaate hain ... !!!!

No comments: