Monday 8 April 2013

rooz ghar ko

rooz ghar ko sanwarti hoon guldaan mein pholoon ko sajati hoon naye pardey darechoon par lagati hoon aur saleekay say shelf mein rakhtihoon kitaabein raat bhar darwaaza khula raakhti hoon khud ko bhi aarasta karti hoon aankhoon mein kajal lagati hoon chooriyoon say bahoon ko hateyli ko mehndi say sajati hoon aur nikharti hoon bikharti hoon tu nay aanay ka sirf aik baar wada kiya tha

No comments: